People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Hum Toh Huye Badnam
Singer: Rajkumari
Tag: Hindi
Video:
najar ki chot jab dil me lagi aur muskuraye
kisi ki raat bhujhi aur kisi ki jagmagai
gunah ae ishk me humne yaha saja payi
bahar aai magar aag lagane aai
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
ek kiye subah sham jara si pi ke aur pila ke
ek kiye subah sham jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke

jhoke aaye halke halke
jhoke aaye halke halke
matware ye nayna chalke
matware ye nayna chalke
rat gujare sama jara si pi ke
rat gujare sama jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke

pagali rate aur barsate
pagali rate aur barsate
kah le sun le dil ki bate
kah le sun le dil ki bate
nach rhe hai jaan jara si pi ke
nach rhe hai jaan jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
Piya Piya Rat Ke
Singer: Suraiya
Tag: Hindi
Video:
piya piya rat ke piya piya rat ke
main ho gyi papiha
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke
main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya

kaliyo ka muh bhanvra chume
sawan nache birahan jhume
chand hai dekhe aur pulkit jaye
chand hai dekhe aur pulkit jaye
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gyi papiha

sajan ji base is ghar se
bin mosam ye nayna barse
sajan ji base is ghar se
bin mosam ye nayna brse
aage dikha do more kuvar kanahiya
aage dikha do more kuvar kanahiya
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya

dhan paka majhar bhar aaye
dhan paka majhar bhar aaye
fulan khu se man lahraye
fulan khu se man lahraye
git yaha hai aur dur gavaiya
git yaha hai aur dur gavaiya
hayr piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya
Pee Gore Gore Haathon Mein
Singer: Suraiya
Tag: Hindi
Video:
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke, pi

man mastana nache o o o
man mastana nache o o o
mast ghataye gaaye
rimjhim rimjhim rimjhim
mast ghataye gaaye
rimjhim rimjhim rimjhim
titli ban kar main udti hu
duniya bane diwani
titli ban kar main udti hu
duniya bane diwani
chalke jawani jhum jhum ke
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke pi

naino me bas chanda chamke
naino me bas chanda chamke
raato me pahne hai, taro ke chunar dil pe
raato me pahne hai, taro ke chunar dil pe
solah singar karke
solah singar karke
O Jaane Wale
Tag: Hindi
Video:
jane wale kuch kahta ja
jane wale kuch kahta ja
kuch humri bhi sunta ja
ho o o
marne wala kahta hai aaj
marne wala kahta hai aaj
rone wale hasta ja

kaliya abi to hai khilne na paye
baahe humari ye milne na paye
ho o o
aankho ke nanhe nanhe phul
aankho ke nanhe nanhe phul
tu palko se chhuda ja
ho jane wale kaha ja
kuch hmari bhi sunta ja

jana na tha barbad karoge
jis din humr tum yad karoge
ho o o
najro se tu najro ka jaal
najro se tu najro ka jaal
is keshu ke tu bunta ja
jane wale kuch kahta ja
kuch humari bhi sunta ja

teri jagah hum hote to
kuch karke dikhate
hum tere tere pasine ki jagah
hum khun bahate
main ginti hu milne ke din
main ginti hu milne ke din
tu rato ko ginta ja
ho jane wale kuch kahta ja
kuch humari bhi sunta ja
Har Dil Mein Mohabbat Hai
Tag: Hindi
Video:
har dil me mahobbat hai
mera dil hai akela dil hai akela
har dil me mahobbat hai
mera dil hai akela dil hai akela
har aur tamnao ka hastahua mela
dil hai akela
har dil me mahobbat hai
mera dil hai akela dil hai akela

aankho se huye dur par dil se na jana
aankho se huye dur par dil se na jana
gujre huye din khawab me ek bar le aana
gujre huye din khawab me ek bar le aana
mukhde jo khusi hai meri
mukhde jo khusi hai meri kismato se hai
del hai akela
har dil me mahobbat hai
mera dil hai akela dil hai akela

hasne ke bad ho gaya rona bhi jaruri
hasne ke bad ho gaya rona bhi jaruri
ki sath na mahobbat ka ulfat hai adhuri
ki sath na mahobbat ka ulfat hai adhuri
main lut gayi main lut gayi
main lut gayi har ishk ne khel hai khela
dil hai akela
har dil me mahobbat hai
mera dil hai akela dil hai akela
Badla Hai Zamana
Tag: Hindi
Video:
badla badla jai jamana
mera badla hai jamana
dhunda hai jawani ne
hasne ka bahana hasne ka bahana
gayi khub jal gayi
ji gayi khub jal gayi
haye aankho ki ye sabanam
dekho palat gayi dekho palat gayi
ki putle putle ke jism se
pyar ki angadai se hai duniya lutana
ptar ki angadai se hai duniya lutana
hai diniya lutana

ye pyar hai chingari
mere liye fulwari
ise har mat juvari
ye jit hai humari
gulshan me tera
gulshan me tera
gayega bulbul ka tarana
gulshan me tera
gayega bulbul ka tarana

tu kaun jo pagal si
dariya ka diwana
ti kaun jo pagal si
dariya ka diwana
hoti hai hume der ise par lagana
hoti hai hume der ise par lagana
guldah hai jawani
bhanvre ka bahana
patnge ka bahana
Netaji Ka Jeevan Hai
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
ho netaji ka jivan hai balidan ki ek kahani
netaji ka jivan hai balidan ki ek kahani
balidan hi balidan hai bachpan aur jawani
bachpan aur jawani balidan ki ek kahani
balidan ki ek kahani

oye bachpan hi se chanchal man me armano ka mela tha
choti si ek lehar thi dil me toofano ka rela tha
college me ustad jo tha vo tha london ka gora
are usne kaha college me ek din hindi kala log chichora
sher boss ka khun jo khola sher boss ka khun jo khola
gore ko ek chapat lagai naam kata college se lekin
hind ki laaj bachai netaji ka jivan hai balidan ki ek kahani
balidan hi balidan hai bachpan aur jawani
balidan ki ek kahani balidan ki ek kahani

maat pita ne samjhaya aur englishtan ko kiya ravana
bado ke aage boss na bole lekin baagi dil na mana
yurop me ics ke imtihan ko paas kiya
are itna ucha ohda pakar deshbakht ne chhod diya
fir hindsutan me aakar pehle ghandi ko parnaam kiya
ghandi ko parnaam kiya ghandi ko parnaam kiya
vo desh ki seva ka bapu se pehla pehla sabak liya
pehla pehla sabak liya pehla pehla sabak liya
bharat ke dukh dard ko socha samjha aur pehcahana
kamar band kar ran me aaya aajadi ka diwana
aajadi ka diwana aajadi ka diwana kiya angrejo ne ye aid
kare is baagi ko ab kaid kuchal dale masal dale
kuchal dale masal dale

magar bachpan se jo baagi ho
vo julm se darna kya jane jalne se kab gabrate hai
shama vatan ke parvane jiski rag rag me shole ho
vo kya samjhe chingari ko hathkadiyo ko janjiro ko
jelo ki char diwari ko kadam kadam par mushkil aayi
lekin sher sada lalkara rah nahi sakta gair ke bas me
hidustan hamara rah nahi sakta gair ke bas me
hidustan hamara rah nahi sakta gair ke bas me
hidustan hamara

sarkar ne kar dali najar band jaban band
maidan ke jo mard hai hote hai kaha band
ek raat ko chupke hi se gum ho gye neta
shor hua subah kaha kho gaye neta
janta bhi thi hairan to sarkar bhi hairan
ud jane se bulbul ke tha saiyad pareshan
lekin mata ko ye ummid thi laut aayega beta
mata se kahe bina kaha jayega beta
is aas me darwaje bhi ghar ke na kiya band
aa jayega aa jayega vo laal vo parjand
us maa se badi maa hai jo hindustan hai
vo chodd gaya maa ko badi maa ko chudane
is hind ki bigdi hui takdeer banane

badal sakani besh chala pardes chhod kar desh hamara neta
badal sakani besh chala pardes chhod kar desh hamara neta
aazadi ki nayi ladai ladne hamaara neta
hindustan se kabul me aur kabul se london me
chalte chalte pahuch gaya vo singapur ke ran me
kom ki ye fauj ka naya tarana ban gaya
kom ki ye fauj ka naya tarana ban gaya
ek ek tinka chuna aur aashiyana ban gaya
jai gandhi jai subhash jai gandhi jai subhash
jai hind jai hind jai hind jai hind jai hind
Abhi Sham Aayegi
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
abhi sham aayegi niklenge tare, magar tum na hoge
abhi sham aayegi niklenge tare, magar tum na hoge
pukarenge tumko ro ro ke najare, magar tum na hoge

tumhara pata chand puchega mujhse, to mai kya kahungi
chupa lungi mukhda jhuka lungi aankhe, magar chup rahungi
tumhari sikayat karenge sitare, magar tum na hoge
tumhari sikayat karenge sitare, magar tum na hoge
abhi sham aayegi nikalenge tare, magar tum na hoge

chalegi agar thandi thandi hawaye, satayegi mujhko
kahi dur panchi ki mitti sadaye, rulayegi mujhko
mai dundugi tumko o mere sahare, magar tum na hoge
mai dundugi tumko o mere sahare, magar tum na hoge
abhi sham aayegi nikalenge tare, magar tum na hoge
Kadam Kadam Badaye Jaa
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
tere liye tere vatan ki khak bekrar hai
himalya ki chotiyon ko tera intejar hai
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja
kadam kadam badhaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaye ja
kadam kadam badhaye ja

bada kathin safar hai bade katin hai raste
magar ye mushkilen hain kya hai sipahiyo ke vaste
tu bijliyon se khel andhiyo pe muskuraye ja
tu bijliyon se khel andhiyo pe muskuraye ja
kadam kadam badhaye ja khushi ke geet gaye ja
ye zindagi hai kaum ki tu kaum per lautaya ja
kadam kadam badhaye ja

bichad raha hai tera bhai tujhse
to bichadne de, bichadne de naseeb kaum ka bane to
apna ghar ujadne de apna ghar ujadne de
mita ke apna ek ghar hajar ghar basaye ja
mita ke apna ek ghar hajar ghar basaye ja
kadam badaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaye ja
kadam badaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaya ja
kadam kadam badhaye ja

tere liye tere vatan ki khak bekrar hai
himalya ki chotiyon ko tera intejar hai
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja
Idhar Mohabbat Udhar Zamana
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
idhar mohabbat udhar zamana
kidhar chale hum kidhar chale
kidhar chale hum kidhar chale
dil kahta hai udhar chale
sajan jidhar chale sajan jidhar chale
idhar mohabbat udhar zamana
kidhar chale hum kidhar chale

dil ne dhadakna sikh liya hai
aankho ne sharmana
choti choti bate ban gayi
pyar ka ek bahana
ho pyar ka ek bahana
puch rahe hai hum ab dil se
tu hi bata hum kidhar chale
dil kahta hai udhar chale
sajan jidhar chale sajan jidhar chale

idhar zamana roke mujhko
udhar mohabbat roke
idhar hai shola udhar hai sabnam
rahu mai kiski hoke
puch rahe hai hum dil se
tu hi bata hum kidhar chale
dil kahta hai udhar chale
sajan jidhar chale sajan jidhar chale
idhar mohabbat udhar zamana
kidhar chale hum kidhar chale
kidhar chale hum kidhar chale
Woh Raas Aa Rahe Hai
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
wo paas aa rahe hai, ham dur ja rahe hai
apni khushi se apni dunia luta rahe hai
apni khushi se apni dunia luta rahe hai

aankhe bhi ro rahi hai, dil bhi tadap raha hai
dil bhi tadap raha hai
aur wo samajh rahe hai ham muskura rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai

bedard hai zamana, majbur hai muhabbat
majbur hai muhabbat
manzil pe aake wapas manzil se ja rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai

o dur jane wale
o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai
o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai
ham ruth kar khushi se gham ko mana rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
apni khushi se apni duniya luta rahe hai
Gore Gore O Banke Chore
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo

roz roz mulaqat achhi nahi
pyar me aisi bat achhi nahi
thoda thoda milna thodi si judai
sada chandni rat achhi nahi
chhodo chhodo jiya na todo
kisi aur ko jalaya karo
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo

choti si bat par ye ladai
pyar ki duhai hai pyar ki duhai
ankhiyo me ankhiya dal ke to dekho
chehre pe gussa hai dil me safai
ghadi ghadi o badi badi
achhi bate na banaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo
gore gore o banke chore
kabhi meri gali aaya karo
gori gori o banki chori
chahe roz bulaya karo
Hum Hai Yaha
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
ham hai yahan dil saajan ke paas hai
aankho me dol rahi milane ki aas hai
aankho se jo bhi aansu bahega yahi kahega
qisamat ka likha hokar rahega
qisamat ka likha hokar rahega
aankho se jo bhi aansu bahega yahi kahega
qisamat ka likha hokar rahega

kehte hai tujhse ye bulbul ke naale
o saiyaad chaahe jitana sata le
kehte hai tujhse ye bulbul ke naale
o saiyaad chaahe jitana sata le
tere sitam dil hans ke sahega aur ye kahega
qisamat ka likha hokar rahega
qisamat ka likha hokar rahega
aankho se jo bhi aansu bahega yahi kahega
qisamat ka likha hokar rahega

aazadiyaan meri leni hai le le
qaid e gulaami deni hai de de
aazadiyaan meri leni hai le le
qaid e gulaami deni hai de de
jiska hai ye dil uska rahega tujhse kahega
qisamat ka likha hokar rahega
qisamat ka likha hokar rahega
aankho se jo bhi aansu bahega yahi kahega
qisamat ka likha hokar rahega
qisamat ka likha hokar rahega
Mohabbat Jata Ke
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
hasino ki gadi me ashiq ka ghoda
bedard kismat ke hatho ne joda
muhabbat jata ke ankhe lada ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke, hoy
chale aa rahe hai hajamat kara ke
muhabbat jata ke ankhe lada ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke, hoy
chale aa rahe hai hajamat kara ke

kaha maine us se muhabbat karunga
tumhare liye hi jiyunga marunga, ho jiyunga marunga
fatafat diya hay re
fatafat diya ek chanta jama ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
muhabbat jata ke ankhe lada ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke, hoy
chale aa rahe hai hajamat kara ke

kaha maine dil ko hatheli pe rakh ke
ye anamol moti hai le lo parakh ke, ji le lo parakh k
kaha maine dil ko hatheli pe rakh ke
ye anamol moti hai le lo parakh ke, ji le lo parakh k
vo chalate bane achchha ji, chalate bane dil ko thokar laga ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
muhabbat jata ke ankhe lada ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke, hoy
chale aa rahe hai hajamat kara ke

kaha tha buzurgo ne dil na lagana ji dil na lagana
ji dil na lagana
muhabbat ki garmi se daman bachana
ho daman bachana ho daman bachana
magar ab to baithe
magar ab to baithe hai daman jala ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke
muhabbat jata ke ankhe lada ke
chale aa rahe hai hajamat kara ke, hoy
chale aa rahe hai hajamat kara ke
O Babu Kaise Dil Karu Qaabu
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
o baabu o baabu kaise dil karu qaabu samajhaaye jaa
o jaani o jaani teri badi meharabaani batalaaye jaa
o baabu o baabu kaise dil karu qaabu samajhaaye jaa
o jaani o jaani teri badi meharabaani batalaaye jaa
o baabu

teri jaan ki kasam mera dil nahi bas me
jaao jaao jaao naa khaao jhuthi kasame
teri jaan ki kasam mera dil nahi bas me
jaao jaao jaao naa khaao jhuthi kasame
teri jaan ki kasam hai imaan ki kasam
mujhko hai tujhse pyaar mera jiya bekraar
mujhko apna banaaye jaa
o baabu o baabu kaise dil karu qaabu samajhaaye jaa
o jaani o jaani teri badi meharabaani batalaaye jaa
o baabu

hato-hato bade dekhe pyaar jataane waale
ankhiya nacha ke nakhre dikha ke jiya bharmane waale
jawaani ki kasam zindagaani ki kasam mai hu teri gulaam
tujhe mera hai salaam, mujhko dil me basaaye jaa
o baabu o baabu kaise dil karu qaabu samajhaaye jaa
o jaani o jaani teri badi meharabaani batalaaye jaa
o baabu
Daddy Ji Meri Mummy Ko Satana Nahi
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
daddy ji, ho daddy ji, daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha
satana, rulana, jalana nahi achchha
o daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha

din bhar me tum pi jaate ho cigrette ke do tin
din bhar me tum pi jaate ho cigrette ke do tin
kabhi rasoyi me bhi dekho bartan hain kul teen
kabhi rasoyi me bhi dekho bartan hain kul teen
dekho ji ghar ko aag lagana nahi achchha
ghar ko aag lagana nahi achchha
satana, rulana, jalana nahi achchha
o daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha

subah savere aath baje tum ghar se daftar jaate
subah savere aath baje tum ghar se daftar jaate
shaam ko chhutti hoti hai, ghar aadhi raat ko aate
shaam ko chhutti hoti hai, ghar aadhi raat ko aate
dekho ji itni der se aana nahi achchha
itni der se aana nahi achchha
satana, rulana, jalana nahi achchha
o daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha

bivi ghar me chulha phunke, nanha shor machaaye
bivi ghar me chulha phunke, nanha shor machaaye
baap hamaara baap re baap, club me naache gaaye
baap hamaara baap re baap, club me naache gaaye
dekho ji bivi bachcho ko bhulana nahi achchha
bivi bachcho ko bhulana nahi achchha
satana, rulana, jalana nahi achchha
o daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha
o daddy ji
meri mummy ko satana nahi achchha
meri mummy ko satana nahi achchha
Zara Si Der Thi
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
zara si der thi baaki bahaar aane me
laga di aag muqaddar ne aashiyaane me
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
aankho se aansu behna to chaahe haay ri kismat bah na sake

khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho
khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho
kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake

aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale
aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale
ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake
ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
Udhar Se Tum
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
udhar se tum chale aur ham idhar se
udhar se tum chale aur ham idhar se
muhabbat ho gai
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
bas ek nazar se

mohabbat ban ke jo barasi hai dil par
mohabbat ban ke jo barasi hai dil par
na jaane wo ghataa aai kidhar se
na jaane wo ghataa aai kidhar se
muhabbat ho gai
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
bas ek nazar se

are dil ki khushi ke dene waale
are dil ki khushi ke dene waale
bahut din ham teri ulafat ko tarase
bahut din ham teri ulafat ko tarase
muhabbat ho gai
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
bas ek nazar se

o chhupaa rakhaa thaa sine me
o chhupaa rakhaa thaa sine me
tumhaare pyaar ko duniyaa ke dar se
tumhaare pyaar ko duniyaa ke dar se
muhabbat ho gai
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
muhabbat ho gai, bas ek nazar se
bas ek nazar se
Marati Ko Maare Duniya
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
marate ko mare duniya, wah ri duniya, wah ri duniya
akade kamazoro ke aage, taqat waalo se ye bhage

jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukane wala chahiye, jhukane wala chahiye

piyo dudh khao ghi, duniya karegi ji ji ji
piyo dudh khao ghi, duniya karegi ji ji ji
taqat waalo ki jay hogi aur kamazoro ki pi pi pi
pi pi pi
jalati hai duniya jalane wala chahiye
jalati hai duniya jalane wala chahiye
jalati hai duniya jalane wala chahiye
jalaane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukane wala chahiye, jhukane wala chahiye

shirimati ho yaa begam, ek jaan aur sau-sau gam
shirimati ho yaa begam, ek jaan aur sau-sau gam
aurat ko kamazor na samajho, mardo se kis baat me kam
darati hai duniya daraane wala chahiye
darati hai duniya daraane wala chahiye
darati hai duniya daraane wala chahiye
daraane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukane wala chahiye, jhukane wala chahiye

sari duniya ke kamazoro, chahe kaalo chahe goro
sari duniya ke kamazoro, chahe kaalo chahe goro
maro aisa dhobi patada, dushaman ka ho jaye ragada
maro aisa dhobi patada, dushaman ka ho jaye ragada
dabati hai duniya dabane wala chahiye
dabati hai duniya dabane wala chahiye
dabati hai duniya dabane wala chahiye
dabane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jalati hai duniya jalane wala chahiye
darati hai duniya darane wala chahiye
dabati hai duniya dabane wala chahiye
jhukati hai duniya jhukane wala chahiye
jhukane wala chahiye, jhukane wala chahiye
Mohabbat Mein Aise Zamane Bhi Aaye
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

banaaya tha ik aashiya do dilo ne
banaaya tha ik aashiya do dilo ne
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
Ek Din Lahore Ki
Lyricist: Rajendra Krishan
Album: Sagaai(1951)
Tag: Hindi
Video:
ek din laahor ki thandi sadak par shaam ko
jaa rahe the cycle par ham zaruri kaam ko
aji saamane se aa rahi thi bulbulo ki toliya
rok kar cycle lage ham sunane mithi boliya, uth teri
bigad gayi banate-banate baat, huyi wo juto ki barsaat
tabiyat saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
bigad gayi banate-banate baat, huyi wo juto ki barsaat
tabiyat saaf ho gayi, saaf

chale the karne kaarobaar, sadak par kar baithe kyo pyaar
ho gaya pal bhar me ye haal, ke ud gaye sar ke saare baal
ke ud gaye sar ke saare baal
tabiyat saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
bigad gayi banate-banate baat, huyi wo juto ki barsaat
tabiyat saaf ho gayi, saaf

mila ye ulfat ka inaam, mila ye ulfat ka inaam
ho gaye ghar-ghar me badnaam, ho gaye ghar-ghar me badnaam
gaye the ban ke ye gulafaam, vaapis aaye ghutana thaam
ye vaapis aaye ghutana thaam
tabiyat saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
bigad gayi banate-banate baat, huyi wo juto ki barsaat
tabiyat saaf ho gayi, saaf

kahu mai ek pate ki baat, kahu mai ek pate ki baat
ye zaalim dil hai bada badzaat, ye zaalim dil hai bada badzaat
isi dil ki thi karatut, isi ne padavaaye hai jut
isi ne padavaaye hai jut
tabiyat saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
tabiyat saaf ho gayi, saaf ho gayi, saaf
bigad gayi banate-banate baat, huyi wo juto ki barsaat
tabiyat saaf ho gayi, saaf
Hum Dil Ko Lutaate Hai
Singer: Hamida Banu
Album: Raunaq(1944)
Tag: Hindi
Video:
hum dil ko lutaate hai
hum dil ko lutaate hai
aur lute, aur lute
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana
jiwan hai jawani se bharpur khazana

hontho pe hansi khele
gaalo pe hai laali
hontho pe hansi khele
gaalo pe hai laali
aankh meri jaadu bhari
aankh meri jaadu bhari
julf hai kaali
meri julf hai kaali
do din ka tamasha hai
do din ka tamasha hai
na der lagana, na der lagana
hum dil ko lutaate hai
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana

dil me mere dard hai aur dard me armaan
dil me mere dard hai aur dard me armaan
ae mere kharidaar, ae mere kharidaar
na hona tu pashemaan
ae mere kharidaar
na hona tu pashemaan
jab chahe hansa le
jab chahe rula le
jab chahe hansa le
jab chahe rula le
jo dil me tere aaye
vo naach nacha le
jo dil me tere aaye
vo naach nacha le
aa aankh mila jaalim
aa aankh mila jaalim
ab chhod bahana, ab chhod bahana
hum dil ko lutaate hai
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana
Duniya Kisi Ko Haye
Singer: Hamida Banu
Album: Raunaq(1944)
Tag: Hindi
Video:
duniya kisi ko haye, majbur na kare
bachapan me maa baap kabhi dur na kare
nanahi si jaan bekasur, majbur uska haal
wo saans ek charo or laakh laakh jaaye

buri nigah zamane ki aur meri jawani
buri nigah zamane ki aur meri jawani
ab thamo jigar aur suno meri kahani
ab thamo jigar aur suno meri kahani

kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the
sangeet naye, geet naye, pyar naye the
kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the
sangeet naye, geet naye, pyar naye the
naach uthte sun mera jadu tarana
naach uthte sun mera jadu tarana
mutthi me liye baihti thi, main sara zamana
mutthi me liye baihti thi, main sara zamana
din the mere khushiyon bhare
din the mere khushiyon bhare, raat suhaani
ab thamo jigar aur suno meri kahani

kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya
kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya
betaab na tha chaand
betaab na tha chaand, pal bhar me dhal gaya
koi use bataaye ki, ab main kya karun
koi use bataaye ki, ab main kya karun
bhadkegi aag dil me
bhadkegi aag dil me, kyu kar mana karu
ab kasie thame haye
ab kasie thame haye, ashqo ki rawaani
ye dard bhari ranj bhari meri kahani
ye dard bhari ranj bhari meri kahani
Maar Na Sakta Koi
Tag: Hindi
Video:
maar na sakta koi re jisko rakhe ram
jisko rakhe ram usko darne ka kya kam
usko darne ka kya kam jai jai ram jai jai ram
jai jai ram jai jai ram

bam bhola nath bam bhola
kaha gaye tum are dhund rahe hum
kaha gaye tum are dhund rahe hum
chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak
chale aao bedhadak dhund rahe ham are bhaktn
fuk de shankh fuk de shankh
are laga ke jara dum bam bam
kaha gaye tum are dhund rahe hum
chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak
dhund rahe hum

khoj fira mai dunia sari khoj fira mai dunia sari
mili na aankho ki jyot hamari
kaisi chinta o sansari
madhav ki patni kare rakhwari
madhav ki patni kare rakhwari
idhar udhar kyu bhatak rahe ho bhakto ka ye dham
karlo kuch aaram yaha tum
karlo kuch aaram yaha tum
yahi milenge ram ho yahi milenge ram
sita ram sita ram sita ram sita ram
Chalna Sambhalke
Tag: Hindi
Video:
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
ho rahi ho ho rahi ho
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna

o gadi wale dekh gali ke khadke gali re chalaye
najuk najuk dil hai mera hachke na khaye
jiya hachke na khaye atak atak kyu tu bole
ye to mitha ke hichkole lage halke halke
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna

manjil hai kitni dur manjil hai kitni dur janu na haye re
soch ke yahi mera jiya ghabraye re jiya ghabraye re
hone aayi sham hone aayi sham ek na tara chalke
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna

milo ki koso ki tu dekhna duri tu dekhna duri
man me jo aasha teri hogi wo puri hogi wo puri
phir ek bar chalke chalna sambhal ke ji
sambhal ke chalna hoshiyar khabardar